Neez Hazrat Mahdi Ahs ne farmaya k "Khuda-e-Ta'ala is tarah na puchega k tou Ahmad s.a.s ka beta hai ya Mahdi Ahs ka, Haq Ta'ala Amal ba-Muhabbat puchega."
Pas aye biradar farman ko dekh aur takiya mat kar k hum daire k andar hain aur hum ko Mahdi Ahs k sadqe se najat hogi.
(Hashia Insaaf Nama - Matan Sharif, N.62)