Hzarat Bandgi Miyan Noor Mohammed Khatim-e-kar Ra. Bidat k talluk se kaha hai k " jo kaam aur rasam, khilaf-e-yaran-e-Mahedi Ahs (sahaba-e-Mahedi Ahs) ho chahe thoda ho ya bahot, chota ho ya bada, chahe mamlat se mutalaq ho ya ibadat ya ateqadat se vah bidat hai."
(Zubdat-ul-islam tasdik-o-amal page 89)