Aur Neez Naql hai k Meeran Syed Muhammad Mahdi Ahs ne farmaya k "jo hukm main bayan karta hoon Khuda se (Malumat Huzur-e-Khuda se), Hukm-e-Khuda se bayan karta hoon. Jo shaqs k in ahkaam se ek harf ka (bhi) munkir ho wo Allah Ta’ala k paas makhuz hoga."
(Hashia Insaaf Nama - Matan Sharif, N.3)