Aur neez Hazrat Mahdi Ahs ne farmaya k "jo shakhs bahut padhta hai, bahut zaleel hota hai aur dunya talab karta hai aur jo dunya talab nahi karta is ko ghurur bahut hota hai."
is k bad Hazrat Mahdi Ahs ne farmaya k "jo kuch banda kahta hai waisa hi karo yani Khuda-e-Ta'ala ka zikr karo takay Khuda-e-Ta'ala ki binayee hasil ho."
(Hashia Insaaf Nama - Matan Sharif, N.24)