Aur Neez Bandagi Miyan Syed Khundmeer Rzi. se manqul hai k "agar koi shakhs roti ki gharaz se aaliyat ki jagah chor kar dusre daire me jaye to is ko deen se koi bahra nahi milayga aur ye (jana) Khuda k liye na hoga."
(Insaaf Nama - Matan Sharif, N.16)