Bandagi Miyan Shahe Nemat Rzi. se manqul hai k Aap Rzi. ne Hazrat Mahedi Ahs k huzur me arz kiya k "agar hukum ho tou kuch padhoon".
Hazrat Mahedi Ahs ne mana kiya aur farmaya "agar tum ilm padhe hotay is bande ki Mahdiat ko qubul na kartey."
(Hashia Insaaf Nama - Matan Sharif, N.1)