Aur neez naql hai Hazrat Mahdi Ahs ne farmaya k "agar tu kisi waqt ek haandi ya ek pyala paise do paise me kharidta hai, to is ko baar baar maarta hai agar achchi aawaz de aur phota toota na ho to kharid leta hai warna wapis kar deta hai. Pas tu Khuda ki talab ka dawa karta hai to tera imtehaan kiye baghair kaise chodein?"
(Insaaf Nama - Matan Sharif, N.23)