Naql hai k koi shakhs Hazrat Mahdi Ahs se libas pa-pash talab karta to Mahdi Ahs farmate k "lo bande ka jama pahano aur barkat k liye ghar me mat rakho agar bande ka post pahanoge (to bhi), jo kuch banda kahta hai (us par) jab tak amal na karoge najat na paoge."
(Hashia Insaaf Nama - Matan Sharif, N.59)