Tawakkal kya hai?

Aur (Mahedi Ahs ne) farmaya k " Tawakkal wo hai k Khuda-e-Ta'ala ki zaat par bharosa kare aur raat din is talab me rahe k main kis waqt Khuda ko paounga. pas rizq k liye tawangaroun se tama aur unki tawaze nahi karni chahiye aur unke gharon ko nahi jana chahiye aur unke saath dosti nahi karni chahiye."

     (Insaaf Nama - Matan Sharif, N.22)